Wednesday 31 July 2013

Sari haqeeqatoon ko khawab kr k..

Sari haqeeqatoon ko khawab kr k..

Umar bhar ki khushiyaan sarab kr k..

Badal gaya hai ik shaks na jaanay kyun..?

Meri aadatoon ko kharab kr k...!

"Ye wafa ye mohabat tere nam ki

"Ye wafa ye mohabat tere nam ki

Hum ne apni chahat tere naam ki

Sab gham or dard hen hamare liye

Hum ne tamam umar ke khushian tere naam ki

Hamari to na manzil ha na rasta apna

Hum ne phir b apne DIL ki dunia tere naam ki

Hum hen bewafa kabi sochna b mat

Hum ne to ek umar ki wafa tere naam ki".

MERI NIGAHON KO TERE DIDAR KI KHUWAISH HAI.

MERI NIGAHON KO TERE DIDAR KI KHUWAISH HAI MERE DIL KO TERE SATH KI KHUWAISH HAI TERI ULFAT KA ASAR KUCH YUN HUA HAI MUJH PE K HAR PAL TERE PYAR KI KHUWAISH HAI

Yunhi Umeed Dilatay Hain Zamane Wale

Yunhi Umeed Dilatay Hain Zamane Wale, Laut Kay Kab Aatay Hain Jane Wale, Tu Ne Dekha Kabi Sehra Main Jhulasta Hua Darakht, Iss Tarha Jaltay Hain Wafaon ko Nibhane Wale, Tu Aa Kar To Dekh Kabi Un Ki Shabon Main, Kitna Rotay Hain Zamane Ko Hasane Wale!

main to chah kai bhi us ko bhola nai paonga.

main to chah kai bhi us ko bhola nai paonga dil-e-tanhai sai usi ki yaad main anson baha ta rahon ga anso ki ter hain ek din mai bhi tan ha hi bhai jaonga

Wohi qisay hain wohi bat purani apni.

Wohi qisay hain wohi bat purani apni.

Kon sunta hay bhala ram kahani apni.

Her sitamgar ko yeh hamdard samajh laiti hay.

Kitni khush fehm hay kambakht jawani apni.

Roz milte hain darechey mein naey phool mjhe.

Chor jata hay koi roz nishani apni.

Dushmano se hi gham-e dil ka madawa mangain.

Doston ne to koi bat na mani apni.

Aaj phir chand ufaq per nahi ubhara MOHSIN

Aj phir rat na gzry gi suhani apni....

Bekhudi ki yeh to ibtedaa hai,

Bekhudi ki yeh to ibtedaa hai,
Intehaan ki hudd tak jaoon kaise !!!
Meri ghazalein hain tumhaara aainaa,
tanhaayee mein ab nazm banaoon kaise !!!