Yunhi Umeed Dilatay Hain Zamane Wale, Laut Kay Kab Aatay Hain Jane
Wale, Tu Ne Dekha Kabi Sehra Main Jhulasta Hua Darakht, Iss Tarha
Jaltay Hain Wafaon ko Nibhane Wale, Tu Aa Kar To Dekh Kabi Un Ki Shabon
Main, Kitna Rotay Hain Zamane Ko Hasane Wale!
No comments:
Post a Comment